Mere Baapu Ne Bataya Tha - Rahgir | बापू ने बताया था - राहगीर | Travel Anthem

“Mere Baapu Ne Bataya Tha“ is the third song from Rahgir’s album “Where NH44 Meets NH27“. This is also his travel anthem which has received love from all across the country during his travels. Singer, Lyricist - Rahgir Video shot and edited - Rahgir Location - Khandela, Rajasthan Contact - Facebook Youtube - Instagram - Website - Audio/music recorded with Zoom H1 (Indoor with no post processing) Lyrics - Mujhe lagta hai kabhi kabhi, ke duniya ye ajeeb hai, Kabhi ekdam ameer si, kabhi ekdam gareeb hai. Mujhe jaana hai us mulk main, Jahan koi bhi sarhad nahin, Jahan sab bande hon ek se, paison ki zaddozahad nahin, Main fir raha hun, us jagah ki talaash main, Mere baapu ne bataya tha bachpan main, ek aur bhi duniya hai kahin. Woh hai pariyon ka desh, Rangeen hai bhesh, Koi fikar jahan hai nahin. Mere baapu ne bataya tha bachpan
Back to Top