Mujhko Peena Hai Peene Do - Lyrical | Mithun | Mohd. Aziz

Song: Mujhko Peena Hai Peene Do Movie: Phool Aur Angaar (1993) Actor(s): Mithun Chakraborty Singer: Mohammed Aziz Music Director: Anu Malik Lyrics: Zameer Kazmi #mohdazizsongs #mithunchakraborty #shemaroofilmigaane SONG LYRICS: Mujhko peena hai peene do Mujhko jeena hai jeene do Mujhko peena hai peene do Mujhko jeena hai jeene do Tum amir ho khush naseeb ho Main gareeb hoon badnaseeb hoon Pi pi ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do Agar zara thake ho toh suno Khushi mein aap thoda gham bharo Lagao ghoot tum bhi pyaar se meri tarah piyo aur jiyo Lagao ghoot tum bhi pyaar se Meri tarah piyo aur jiyo Toote jaam dekh na sake Dil ko toot ta kya dekhte Tum amir ho khush naseeb ho Main gareeb hoon badnaseeb hoon Pi pi ke zakhm apne seene do Mujhko peena hai peene do Mujhko jeena hai jeene do Tum piyo to ganga jal hai ye Hum agar piye to hai sharaab Paani jaisa hai hamara khoon Aur tumhara khoon hai gulaab Paani jaisa hai hamara khoon Aur tumhara khoon hai gulaab Sab khayaal sab fareb hai Apni subah na shaam hai Tum amir ho khush naseeb ho Main gareeb hoon badnaseeb hoon Pi pi ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do Kisi ki yaar parwaah kyon karu Kisi se yaar main kyon daru Iss duniya ne mujhko kya diya Main iski uski phikrr kyon karu Is duniya ne mujhko kya diya Main iski uski phikrr kyon karu Yeh bhala hua mili sharaab Warna kaise din gujaarate Tum amir ho khush naseeb ho Main gareeb hoon badnaseeb hoon Pi pi ke zakhm apne seene do Mujhako peena hai peene do Mujhako jeena hai jeene do #oldsongs #hindisong #filmigaane #oldhindisongs #hindigana #puranegane Subscribe to India’s #1 Retro Channel #FilmiGaane: Hit Lyrical Videos: Jukebox Special | All Movie Songs: The 25 Most-Liked Bollywood Songs: Romance Rewind❤️ Bollywood 90s Romantic Duets: R.D. Burman - The Unforgettable Musical Genius: Lata Mangeshkar - The Nightingle Of India: Connect with us on:- Facebook - Twitter - Instagram -
Back to Top