169-Qur’an Class : Surat IBRAHEEM (Ayat No. 09 to 21) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 ! ! ! 😍 Contact Us at 92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm) #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza 00:00 - Start & Introduction !! 02:20 - Ayat 09: “Kiya tumharay pass tum say pehlay kay logon ki khabren nahi aaen? Yani qom-e-nooh...“ 07:00 - Ayat 10: “Unn kay rasoolon ney unhen kaha kay kiya haq taalaa kay baray mein tumhen...“ 16:23 - Ayat 11: “Unn kay payghumbaron ney unn say kaha yeh to sach hai kay hum tum...“ 19:25 - Ayat 12: “Aakhir kiya waja hai kay hum Allah Taalaa per bharosa na rakhen jabkay ussi...“ 20:28 - Ayat 13: “Kafiron ney apney rasoolon say kaha kay hum tumhen mulk badar ker den gay...“ 22:11 - Ayat 14: “Aur inn kay baad hum khud tumhen iss zamin mein basayen gay. Yeh hai...“ 23:08 - Ayat 15: “Aur unhon ney faisla talab kiya aur tamam sirkash ziddi log na murad hogaye.“ 23:30 - Ayat 16: “Uss kay samney dozakh hai jahan woh peep ka pani pilaya jaye ga.“ 23:55 - Ayat 17: “Jisay ba mushkil ghoont ghoont piye ga. Phir bhi ussay galay say utaar na...“ 25:07 - Ayat 18: Shirk karnay walon kay Achay Amaal Zaya kar dye jaye gay ??? 44:01 - Ayat 19: “Kiya tu ney nahi dekha kay Allah Taalaa ney aasmano ko aur zamin ko...“ 44:51 - Ayat 20: “Allah per yeh kaam kuch bhi mushkil nahi.“ 46:51 - Ayat 21: “Sab kay sab Allah kay samney roo-baroo kharay hongay uss waqt kamzor
Back to Top