Rang Bharey Mausam Sey (Lyric Video)| Kishore Kumar,Asha Bhosle| Rajesh Khanna,Hema Malini | Bandish

Embark on a nostalgic journey with #Revibe as we present the timeless classic #RangBhareyMausamSey sung by the legends #KishoreKumar and #AshaBhosle from the hit Hindi movie #Bandish became a popular song upon its release and continues to be remembered for its beautiful melody, playful lyrics, and captivating visuals. It remains a classic example of a Bollywood song that celebrates the joy of love and romance in a colorful and vibrant manner. ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Credits: Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle Music: Laxmikant-Pyarelal Lyrics: Anand Bakshi Movie: Bandish Starring: Rajesh Khanna, Hema Malini Director: K. Bapayya Producer: D. Rama Naidu Label: Universal Music India ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics rang bhare mosam se rang churake rang bhare mosam se rang churake aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke rang bhare mosam se rang churake aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke rang bhare mosam se rang churake aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke rang bhare mosam se rang chura ke mai betab bad hu mai bechain badi hu mai betab bad hu mai bechain badi hu rasta dekh raha hu me tayyar khadi hu ji kahi lagta nahi, kuch mere bas me nahi le chal mujhe doli me bitha ke, doli me bitha ke rang bhare mosam se rang churake aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke rang bhare mosam se rang churake sab kuch soch liya kya, jaan de di to jiya kya ho sab kuch soch liya kya, jaan de di to jiya kya tune mujhko diya kya, mere pas raha kya lut liya is tarah ye to kaho kis tarah bas gayi aankho me tu nind uda ke, meri nind uda ke rang bhare mosam se rang churake aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke rang bhare mosam se rang churake jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge jab tak prit rahegi tab tak pyar karenge oo zindagi ke naam se har kisi ke samne ye wada kiya maine kasam teri utha ke, kasam teri utha ke rang bhare mosam se rang churake aa dekhu teri mang me sindur saza ke aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke rang bhare mosam se rang churake ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Follow Us Here: Instagram: Facebook: Subscribe Now: @universalmusicindia #Revibe #RevibeMelodies #SoulfulMusic #CinematicMagic #TimelessMelody #MusicalNarrative #HeartfeltExpressions #LoveSong #BollywoodClassic #EmotionalJourney #MelancholicMelodies #CinematicMasterpiece #RevibeTunes
Back to Top