172-Qur’an Class : Surat Al-Hijar (Ayat No. 01 to 09) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 ! ! ! 😍 Contact Us at 92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm) #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza 00:00 - Start & Introduction !! 02:33 - Surat Al-Hijar Introduction !! 06:37 - Ayat 01: “Alif –laam-raa yeh kitab-e-elahi ki aayaten hain aur khullay aur roshan quran ki.“ 07:46 - Ayat 02: “Woh bhi waqt hoga kay kafir apney musalman honey ki aarzoo keren gay.“ 09:13 - Ayat 03: “Aap unhen khata nafa uthata aur (jhooti) umeedon mein masghool hota chor dijiye yeh...“ 10:08 - Ayat 04: “Kissi basti ko hum ney halak nahi kiya magar yeh kay uss kay liye...“ 11:16 - Ayat 05: “Koi giroh apni maut say na aagay barhta hai na peechay rehta hai.“ 13:38 - Ayat 06: “Enhon ney kaha aey woh shaks jiss per quran utara gaya hai yaqeenan tu...“ 15:24 - Ayat 07: “Agar tu sacha hi hai to humaray pass farishton ko kiyon nahi laata.“ 16:34 - Ayat 08: “Hum farishton ko haq kay sath hi utartay hain aur uss waqt woh mohlat...“ 19:17 - Ayat 9: QUR’AN AZ ZIKAR say murad YAD DEHANI hai ?? QUR’AN kay TEXT ki HIFAZAT kese huwi ?? 28:10 - QUR’AN ki HIFAZAT KHATAM-e-Nabuwwat ki DALEEL !! 34:27 - QUR’AN LANGUAGE ka aik MOAJZA !! QUR’AN ki 7 QIRA’AT !! 46:20 - QUR’AN kay SCIENTIFIC & MATHEMATICAL miracles !! 48:51 - QUR’AN ka KHUTBAH wala style & TRANSLATIONS !!
Back to Top