173-Qur’an Class : Surat Al-Hijar (Ayat No. 10 to 25) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 ! ! ! ❤️ Contact Us at 92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm) #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza 00:00 - Start & Introduction !! 02:29 - Ayat 10: “Hum ney aap say pehlay agli ummaton mein bhi apney rasool (barabar) bhejay.“ 03:18 - Ayat 11: “Aur (lekin) jo bhi rasool aata woh uss ka mazaq uratay.“ 03:36 - Ayat 12: “Gunehgaron kay dilon mein hum issi tarah yehi racha diya kertay hain.“ 05:14 - Ayat 13: “Woh iss per eman nahi latay aur yaqeenan aglon ka tareeqa guzra hua hai.“ 07:10 - Ayat 14: “Aur agar hum inn per aasman ka darwaza khol bhi den aur yeh wahan...“ 08:26 - Ayat 15: “Tab bhi yehi kahen gay humari nazar bandi ker di gaee hai bulkay hum...“ 15:04 - Ayat 16: “Yaqeenan hum ney aasman mein burj banaye hain aur dekhney walon kay liye ussay...“ 16:49 - Ayat 17: “Aur issay her mardood shetan say mehfooz rakha hai.“ 19:09 - Ayat 18: “Haan magar jo chori chuppay sunnay ki kosish keray uss kay peechay dehakta hua...“ 32:44 - Ayat 19: “Aur zamin ko hum ney phela diya hai aur iss per (atal) pahar bana...“ 35:40 - Ayat 20: “Aur issi mein hum ney tumhari roziyan bana di hain aur jinhen tum rozi...“ 38:17 - Ayat 21: “Aur jitni bhi cheezen hain unn sab kay khazaney humaray pass hain aur hum...“ 48:47 - Ayat 22: “Aur hum bhejtay hain bojhal hawayen phir aasman say pani barsa ker woh tumhen...“ 54:56 - Ayat 23: “Hum hi jilatay aur maartay hain aur hum hi (bil-aakhir) waris hain.“ 55:46 - Ayat 24: “Aur tum mein say aagay barhney walay aur peechay hatney walay bhi humaray ilm...“ 56:36 - Ayat 25: “Aap ka rab sab logon ko jama keray ga yaqeenan woh bari hikmaton wala...“ 2 Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures Reply
Back to Top