night sad songs || alone life || night songs || sad songs ||

#nightsong #nightsadsong #sadsong #viralvideo #music #arijitsingh #song songs neme Meri kismat ke har ek panne pe Mere jeete ji, baad marne ke Mere har ek kal har ek lamhe mein Tu likh de mera use Har kahaani me saare kisson me Dil ki duniya ke sachche rishton mein Zindagani ke saare hisson mein Tu likh de mera use Aye Khuda, aye Khuda, jab bana uska hi bana Aye Khuda, aye Khuda, jab bana uska hi banaUska hoon us mein hoon us se hoon Usi ka rehne de Main toh pyaasa hoon hai dariya woh zariya woh jeene ka mere Mujhe ghar de gali de sheher de Usi ke naam ke Kadam ye chale ya ruke ab usi ke vaaste Dil mujhe de agar, dard de uska par Uski ho woh hansee, goonje jo mera ghar Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi banaMere hisse ki khushi ko hansi ko Tu chahe aadha kar Chahe le le tu meri zindagi par Ye mujh se vaada kar Uske ashqon pe, ghamon pe dukhon pe Har uske zakhm par Haq mera hi rahe har jagah har ghadi haan umr bhar Ab faqat ho yahi woh rahe mujh me hi Woh juda kehne ko bichhde na par kabhi Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi banaMeri kismat ke har ek panne pe Mere jeete jee baad marne ke Mere har ek kal, har ek lamhe me Tu likh de mera use Ae Khuda Ae khuda Aye Khuda Aye khuda Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla Pata chala ki ghalat leke main pata nikla Jis ke aane se muqammal ho gayi thi zindagi Dastakein khushiyon ne di thi, Mit gayi thi har kami Kyun bewajah di ye sazaa Kyun khwaab de ke wo le gayaa Jiyein jo hum lage sitam Azaab aise wo de gayaa Dhoondta tha ek pal me dil jise ye sau dafaa Hai subah naaraaz us bin roothi shaame din khafa Wo aaye na, le jaaye na Haan uski yaadein jo yahaan Na raasta, na kuchh pataa Main usko dhoondhunga ab kahaanMain dhoondhne jo kabhi jeene ki wajah nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Kisi shaayar ki ghazal jo de ruh ko sukoon ke pal, koi mujh ko yoon mila hai, jaise banjaare ko gh naye mausam ki seher ya sardi mein dopahar koi mujh ko yoon mila hai, jaise banjaare ko ghar. Jaise koi kinaara, deta ho sahaara Mujhe wo mila kisi mod Koi raat ka taara karta ho ujaala waise hi roshan kare wo sheher Dard mere wo bhula hi gaya kuch aise asar hua Jeena mujhe wo phir se sikha raha Jaise baarish kar de tar, ya marham dard par, koi mujh ko yoon mila hai jaise banjaare ko ghar Thodi jagah dede mujhe tere paas kahin reh jaun main Give me a little bit of place so that I can stay around you Khamoshiyan teri sunu aur door kahin na jaun main I’ll listen to your silence and I won’t go far away Apni khushi deke main tujhe tere dard se jud jaun main I’ll give you my joy and I’ll connect with your pain Mila joh tu yahan mujhe As I’ve attained you here Dilaun main yakeen tujhe I assure you that Rahoon hoke tera sadaa I’ll always be yours Bas itna chahta hoon main That’s all I want and nothing else Thodi jagah dede mujhe tere paas kahin reh jaun main Give me a little bit of place so that I can stay around you Khamoshiyan teri sunu aur door kahin na jaun main I’ll listen to your silence and I won’t go far away Hoon besahara tere bina main I’m helpless without you Tu joh na ho toh main bhi nahi I don’t exist without you Dekhun tujhe yaara jitni dafaa main As many times as I see you Tujhpe hai aata mujhko yakeen My faith in you gets even stronger Sabse main juda hoke abhi teri rooh se jud jaun main I’ll separate myself from everyone and connect with your soul Mila joh tu yahan mujhe As I’ve attained you here Dilaun main yakeen tujhe I assure you that Rahoon hoke tera sadaa I’ll always be yours Bas itna chahta hoon main That’s all I want and nothing else Thodi jagah dede mujhe tere paas kahin reh jaun main Give me a little bit of place so that I can stay around you Khamoshiyan teri sunu aur door kahin na jaun main I’ll listen to your silence and I won’t go far away
Back to Top