Teri Saanso ki jab ek ladi - Song from Film Grihalakshmi - The Awakening

Teri Saanso ki jab ek ladi - Song from Film Grihalakshmi - The Awakening Teri sanson ki jab ladi ( Album- Roohani Roshani) Teri sanson ki jab ek ladi , sukhman meri ko bhar degi , tab deh mera bansuri banae, Sab raag Madhur swar mein bajen , swar mein bajen... Teri sanson ki jab ek ladi sukhman meri ko bhar degi 1) Teri Aanguriya hain sparsh Karen, un chhidro ko jo chakr bhaye , Asi teri dhun hai bheh jaaye , haar nas jhankaar sa bhar jaaye Har geet mein laey, haar laey mein tu , mein khud ko bhula jaataa hoon, Ab jee toh mera ye chahata hai x 2 , tere pyaar ki sargam ban jaoon x 2. Teri sanson ki jab ek ladi sukhman meri ko bhar degi 2) Yeh geet jo mujhse bheten hain, tere pujan ki hi kehete hain Har dil mein tera hi gaan basey, teri dhun mein magan har jeev rasay x2 Behosh nahin yeh gaurav hai, roshsn chetan ki gunjan hai Jab mast hue toh kya kehene x2 , meri shakti hi madhu pujan hai x 2. Teri sanson ki jab ek ladi , su
Back to Top