Kaho Na Kaho Song | 4K Video | Emraan H | Mallika S | Murder Movie | #HindiSong | Hitz Music

Song: Kaho Na Kaho Movie: Murder Singer: Amir Jamal Music Director: Anu Malik Lyricist: Sayeed Quadri Director: Anurag Basu Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Mallika Sherawat Year: 2004 Kaho Na Kaho Song Lyrics Kaho na kaho yeh Aankhen bolti hain O sanam o sanam O mere sanam Mohabbat ke safar Mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka Yeh kinaara hai Kaho na kaho yeh Aankhen bolti hain O sanam o sanam O mere sanam Mohabbat ke safar Mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka Yeh kinaara hai Baadalon se Oonchi uraanoon ki Sab se alag Pehechaanoon ki Use hai pyaar ki Kahaani mansoob Aati jaati saanson Ki rawaani mansoob Baadalon se oonchi Uraanoon ki Sab se alag Pehechaanoon ki Use hai pyaar ki Kahaani mansoob Aati jaati saanson ki Rawaani mansoob Kaho na kaho yeh Aankhen bolti hain O sanam o sanam O mere sanam Mohabbat ke safar Mein tu hamaara hai Andhere raaston Ka tu sitaara hai Tu hi jeene ka sahaara hai Meri maujon ka kinaara hai Mere liye yeh jahaan hai tu Tujhe mere dil ne pukaara hai Kaho na kaho yeh Saansein bolti hain O sanam o sanam O mere sanam Labon pe naam Tere bas hamaara hai Yeh tera dil bhi Jaana hamaara hai Kaho na kaho yeh Aankhen bolti hain O sanam o sanam O mere sanam Mohabbat ke safar Mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon Ka yeh kinaara hai Khwaabon mein Tujhko sanwaara hai Jazbon mein Apne utaara hai Meri yeh aankhen Jidhar dekhe Tera hi chehra Nazaara hai Khwaabon mein Tujhko sanwaara hai Jazbon mein Apne utaara hai Meri yeh aankhen Jidhar dekhe Tera hi chehra Nazaara hai Khwaabon mein Tujhko sanwaara hai Jazbon mein Apne utaara hai Meri yeh aankhen Jidhar dekhe Tera hi chehra Nazaara hai Khwaabon mein Tujhko sanwaara hai Jazbon mein Apne utaara hai Meri yeh aankhen Jidhar dekhe Tera hi chehra Nazaara hai Follow Hitz Music on: Instagram: Twitter: Facebook: #KahoNaKaho #EmraanHashmiSong #MallikaSherawatSong #HitzMusic #HindiSong
Back to Top