137-Qur’an Class : Surat At-Taobah (Ayat No. 43 to 59) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

| 00:00 Start & Introduction !! | 02:29 Ayat 43: Munafiqeen ki Toabah qubool karna ?? Qa’ab min Malik ki Toabah ?? | 04:06 Ayat 44: “Allah kay din per aur qayamat kay din per eman-o-yaqeen rakhney walay to maali...“ | 07:36 Ayat 45: “Yeh ijazat to tujh say wohi talab kertay hain jinhen na Allah per eman...“ | 08:48 Ayat 46: “Agar inn ka irada jihad kay liye nikalney ka hota to woh iss safar...“ | 11:43 Ayat 47: “Agar yeh tum mein mill ker nikaltay bhi to tumharay liye siwaye fasad kay...“ | 13:59 Ayat 48: “Yeh to iss say pehlay bhi fitnay ki talash kertay rahey hain aur teray...“ | 15:17 Ayat 49: “Inn mein say koi to kehta hai mujhay ijazat dijiye mujhay fitnay mein na...“ | 19:00 Ayat 50: “Aap ko agar koi bhalaee mill jaye to unhen bura lagata hai aur koi...“ | 25:02 Ayat 51: “Aap keh dijiye kay humen siwaye Allah kay humaray haq mein likhay huye kay...“ | 26:40 Ayat 52: “Keh dijiye kay tum humaray baray mein jiss cheez ka intizar ker rahey ho...“ | 28:58 Ayat 53: “Keh dijiye kay tum khushi ya na khushi kissi tarah bhi kharach kero qabool...“ | 30:04 Ayat 54: “Koi sabab unn kay kharach ki qabooliyat kay na honey ka iss kay siwa...“ | 36:00 Ayat 55: “Pus aap ko inn kay maal-o-aulad tajjub mein na daal den. Allah ki chahat...“ | 40:56 Ayat 56: “Yeh Allah ki qasam kha kha ker kehtay hain yeh tumhari jamat kay log...“ | 41:27 Ayat 57: “Agar yeh koi bachao ki jagah ya koi ghaar ya koi bhi sir ghusaney...“ | 42:20 Ayat 58: Zulkhabaysara At Tamimi Aur Rasool Allah ﷺ ki Gustakhi ?? Ahl-e-Hadith Tamimi aur Khawarij hai ?? Khandaan ki Bunyaad pe Martaba ya Laan Taan karna ?? #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
Back to Top