Jab Bhi Jee Chahta Hai Peeny Ko || Nusrat Fateh Ali Khan || Ghazal || OSA Worldwide

This Video was originally uploaded by Oriental Star Agencies Ltd YOUTUBE - Jab Bhi Ji Chahta Hai Peene Ko | Nusrat Fateh Ali Khan | complete full version | OSA Worldwide Link to Original Video is: kyun ho jaake wo maikade mein kharaab tu pilaye jise nazar se sharaab allah allah wo tera daure shabaab khul gaya jaise gulsitan ka baab jab bhi jee chahta hai peene ko tera maikhaana yaad aata hai bhool baitha hoon muddaton se jise phir wo afsaana yaad aata hai yaad rehta nahin mujhe peena tod deta hoon saagar o meena jab teri mad bhari nigaahon ka mujhko paimaana yaad aata hai yaad aati hai jab teri mujhko saari duniya ko bhool jaata hoon dil nahin lagta sehne gulshan mein tera veeraana yaad aata hai wo koi badnaseeb hi hoga roshni se nahin hai pyar jise ho gaya jo shaheed ulfat mein wo hi parwaana yaad aata hai log khaate hain jab wafaa ki kasam chot si ek dil pe lagti hai marr mita jo wafaa ki raahon mein aaj deewana yaad aata hai gair samjha jise ’Fareedi’ ne dosti ke wohi toh kaabil tha apne sab ho gaye paraye jab wohi begaana yaad aata Disclaimer I’m uploading the lyrical videos of singers for the understanding of people who can’t understand Hindi/Punjabi/Urdu clearly or have weak listening skills for their ease,,, Lyrics are words that make up a song, usually consisting of verses and choruses. The writer of lyrics is a lyricist. The words to an extended musical composition such as an opera are, however, usually known as a “libretto“ and their writer, as a “librettist“.
Back to Top