Choote Na Kabhi | Ya Khwaja Moin Uddin Hasan | Yashfeen Ajmal Shaikh | New Famous Manqabat 2020

Title: Choote Na Kabhi Tera Daman / Ya Khwaja Moinuddin Hasan Artist: Yashfeen Ajmal Shaikh Audio: RWDS Video: Ahsan Siddiqui Edit: Nabeel Sheikh Label: YAS Records ---------------------------------------- New Manqabat By Yashfeen Ajmal Shaikh / Special New Manqabat on the occasion of Urs e Khwaja Ghareeb Nawaz (R...) ---------------------------------------- lyrics: * Choote na kabhi tera daman Ya Khwaja Moinuddin Hasan Hai tum pe fida sub tan man dhan Ya Khwaja Moinuddin Hasan * Ajmeer mujhe pohancha de khuda Chadar main charhaoun phulon ki Ye sadqa karun tan man apna Ya Khwaja Moinuddin Hasan * Is sar ko jhuka paen dushman Ye us k bss ki baat nahi Jis par hon tere qadmon ki mohar Ya Khwaja Moinuddin Hasan * Farzind e Ali ho Noor e Nahi Mehboob e Khuda hai zaat teri Ek baar dikha roza apna Ya Khwaja Moinuddin Hasan * Kaba ho madina ho ya Najaf Har simt nazar tum aty ho Kuch aesi lagi hai tum sy lagan Ya Khwaja Moinuddin Hasan * Waliyon k wali ho tum Khwaja Or ibn e sakhi ho tum Khwaja Tum Aal e Nabi (S...) Aulad e Ali Ya Khwaja Moinuddin Hasan --------------------------------------------- FOLLOW US ON “Subscribe Youtube Channel“ “Follow on Facebook“ “Follow on Instagram“ ------------------------------------------- Copyright strictly prohibited All Rights are reserved with YAS Records, we don’t allow any one to upload our content on any Website or Social Media platforms without our permission. ----------------------------------------- #ChooteNaKabhi #YaKhwajaMoinuddinHasan #urskhuwajaghareebnawaz #latestmanqabat #yashfeenajmalshaikh #manqabat2020 #famousmanqabat #latestnaat #khwajaghareebnawaz
Back to Top